Kya farmate hain ulama-e-kiram is masle mein ke ek shakhs ne kaha ke hum sab Allah ke bete hain?
Jis ne yeh kaha ke hum sab Allah ke bete hain woh kafir o murtad, Islam se kharij ho gaya. Uski biwi uske nikah se nikal gayi. Us par farz hai ke is kalima-e-khabeesa se tauba kare aur kalima parh kar phir se musalman ho aur biwi se phir se nikah kare.
⚠️ نوٹ: شیئر کارڈ میں اردو کے علاوہ دوسری زبان میں تصویر صحیح نہیں آتی، براہِ کرم پی ڈی ایف ڈاؤن لوڈ کیجئے۔