Kya farmate hain ulama-e-deen shar'a mateen is mas'ala mein ke... Ek shakhs Ahl-e-Sunnat wal Jama'at ko baghair tahqeeqat Rafzi keh dena agar waqai woh Rafzi nahi to kehne wale par kya ilzaam lagaya jawe?
Agar waqai mein Sunni hai us mein rifz ki koi baat nahi to kehne wala sakht gunahgaar, us par tauba farz aur maafi mangna laazim.
واللہ تعالیٰ اعلم
⚠️ نوٹ: شیئر کارڈ میں اردو کے علاوہ دوسری زبان میں تصویر صحیح نہیں آتی، براہِ کرم پی ڈی ایف ڈاؤن لوڈ کیجئے۔