Dulhay ko sehra bandhna kaisa hai? Aur talwar lakdi, khanjar ka karna, shariat mein kya hukum rakhte hain?
Syed Muhammad Anwar, Noor Khan Bazar, Hydearabad
Dulhay ko khalis phoolon ka haar pehnne mein haraj nahi. Lakdi ya talwar waghera mein koi haraj nahi, jab ke mehez lahw-o-la'ib ki niyat se na hon. واللہ تعالی اعلم.
⚠️ نوٹ: شیئر کارڈ میں اردو کے علاوہ دوسری زبان میں تصویر صحیح نہیں آتی، براہِ کرم پی ڈی ایف ڈاؤن لوڈ کیجئے۔