Kya farmate hain ulama-e-deen wa muftiyan-e-shar-e-mateen is masle mein ke jahilon ko aksar dekha gaya hai ke woh mah-e-Muharram mein koi khushi ka kaam nahi karte, jaise nikah, rukhsati, ya nisbat karna waghera aur is ko gham ka mahina shumar karte hain. Yeh cheez shar'a ke munasib hai ya ghair munasib? فقط والسلام
Jahilon ka yeh khayal khilaf-e-shar'a hai.
واللہ تعالیٰ اعلم
⚠️ نوٹ: شیئر کارڈ میں اردو کے علاوہ دوسری زبان میں تصویر صحیح نہیں آتی، براہِ کرم پی ڈی ایف ڈاؤن لوڈ کیجئے۔